00:32
1.4K 0
Barishon Mein Jab Yaad Aate Ho Tum Lyrics
- Itna tera intezaar kiya
Dil ko khafa sau baar kiya
Tujhse wafa maine ki iss qadar
Teri judaai se pyaar kiya - Toot jaaye jo rishte
Laazmi to nahi hai
Ke dilon se mohabbat ho khatam - Barishon mein jab
Yaad aate ho tum
Bheeg jaata hoon main
Muskurate hai gham - Main zameen ki tarah
Tarsa hoon pyaar ko
Baadlon ki tarah
Laut aao sanam - Barishon mein jab
Yaad aate ho tum
Bheeg jaata hoon main
Muskurate hai gham - Chhod ke mujhko jaha baithe ho
Kaisa waha nazara lagta hai - Chhod ke mujhko jaha baithe ho
Kaisa waha nazara lagta hai
Tod ke pairon mein jo rakha hai
Woh dil hamara lagta hai - Jaanta hoon main yun toh
Tum kabhi na miloge
Phir bhi tumko hi dhoonde yeh kadam - Barishon mein jab
Yaad aate ho tum
Bheeg jaata hoon main
Muskurate hai gham - Main zameen ki tarah
Tarsa hoon pyaar ko
Baadlon ki tarah
Laut aao sanam - Barishon mein jab
Yaad aate ho tum
Bheeg jaata hoon main
Muskurate hai gham